Adsence Approval Nehi Milega Ye 3 Types Ke Websites ko.

Abb ki baar ,

Dushri Baar…..

Jor se Bolo Google ke M#aa Ke Bhos#da 3 baar.

Aur Title Ko Maaro Gaand Kyu ki Sabko milega Adsence Approval Bas ye Niche ka Content Dhyan dene se 57 Second padhne ke baad. (Nehi mila Adsence Approval To zoote Mar dena).

adsence approval secret tips (1)
adsence approval Meme

Konse 3 Bhonsadiwa#le Website ko Nehi milega Adsence Approval

Pehle Bhonsadiwala wo hai jo harwakt 2 ya 3 content copy karke daalta aur 3 ya 4 khud se likhta. Are bhosdiwaloon kuch to sharam karo min 15 content to khud se Optimise karke likho. Likhna nehi atta to Thela lagalo, Kyu ki ye aamir banne ka sapna tumhara gaand me ghus jayega . Aur ye saale itne bhosdiwale hain ki Aur galti se v copy content me google adsence approval de v deta hai to ye saale FB Groups Ki Maa hi chod daalte hain Screenshots daal daal ke.

Dushre Number par wo Rndi Baaz atte hain jinhone kavi Theme customization ka naam nehi sunahai aur na hi apne websites ko Google Search console me verify karte hain. Bhennnnncchoooooood…. Kahanse atte yese log yaar. Customization matlab me ye nehi bolraha ke pure Flikart ya Amazon jaisa website banao. Are Bhosdiwalooon atleast Sahi se link to lagalo apne social buttons pe, Posts to likhlo har categories pe, Mobile optimize hai ki nehi theme to dekhlo. Nehi inko to sirf Paisa chapne ke parri hai.

Tisri Number ke baat kya bolu iss number me chote chote chindi chor hote hain, jo ki saale Copyrighted images Chori karke Lagate hain ha ha ha. Aur ye saale Market hi kharab kiye huye hain. Ye saale kya karte hain na Posts likhte hain Gaand ke jaise bada bada aur Na ssale Interlink karte na Outlink karte na sahi Image ka istemaal karte. Abb kisike maan me Interlink ya Outlink ko leke sawal uthraha to Gaand marao, Me nehi bataunga.

Agar ye Tino type ke bandon ko kavi milv geya galti se Adsence Approval To Vaiiii. Pure FB Groups me Bhasad macha dete ki.. Adsence Approved in 24 Hour, How to get Adsence Approval in 1 Minute, Adsence Kaise Approve kare Ib aao,….. Are tumhari bhenkebhosda ib kyu jaye mdrchod.

How to check website for adsense approval.

Dekhiye Adsence jyadatar 1 Month old websites ko jaldi approval deta hai bcoz MAny matrics like Social signals, Trust, Initial Traffic Count, Link count, Content Views etc bohat Metrics hain. Ye sirf maine apne experience se bolraha. Mein life me Adsence ke upar depend nehi kiya. Just For fun apply kiyatha and usse jo sikh mili.

Theme to ache lagaiye pehle app jo ki Ads friendly ho ye nehi ki ek theme lagadiya bhale hi wo mast dikhraha lekin usme ads keliye proper jagah nehi ho. Theme premium hi lagao mere hisab se. Kuch themes maine diya hai app usko use karo like Magone Premium Blogger Template , Avada Premium Theme with key For WordPress, And Sabse pyara Mera yaara Newspaper X (WordPress) Premium with key Theme v diya hai maine.

Theme lagane ke baad proper customization jaruri hai like Social links (FB, Twitter etc) lagana, Important pages like Contact us, Disclaimer, About us (Ye sab Links front pe dikhni chahiye).

Agar aur v customize karke apne blog ko In future ek brand banana hai to App Elementor Ka use karsakte. But agar app beginner hai to me ye Apko recommend nehi karunga.

Agar koi Bhosdika apko Adsence approval ke Course lene keliye bol raha to ye article us mdrchod ke muh pe mariye Aur ye Paid course ke sachai ke Article v app khud padhiye.

How to get adsense approval for blogger

Same process hai yaaron jaise maine upar bataya. Bas apne blog ko thoda genuine tarike se build karna hai. Jaise wo original lage and in future usme kaam hoga wesa lage. Ye nehi ki app Adsence account sell karne keliye jaise banate hai jaldi jaldi wesa kare. Genuine kaam kijiye result jarur ayega. Adsence approve b hoga and earning v hoga pakka.

Adsence ya Traffic ko lekar ke kuch pareshani hai to hame Niche diye gaye Button par jake puch sakte hain ham pure madat karenge yaar. Baki Bhonsadiwallon jaisa ham nehi ki reply nehi denge. Chahe jitna kaam ho tumko answer jarur milega.

Abb Kuch Quick Tips Dedete hain Adsence Approval ke

  1. Domain 1 Month old ho to acha hai.
  2. 10 se 15 acha Niche ka content
  3. Content ache se Optimised hona chahiye. (Paragraph, Readability)
  4. Interlink (Post se post ko)
  5. Outelink (Apne Articles me Kuch dushre ache websites ka link dijiye )
  6. Theme Light colour ho to acha hoga (Like white, Light Blue)
  7. Min 3 se 4 Ache categories hona chahiye and har categori me 4 posts hone chahiye.
  8. Social media ke links hone chahiye blog me (FB, Twitter etc)
  9. Social shares and kuch traffic ho to acha hai
  10. Search console me Add hona chahiye
  11. Indian Time me Raat 10.30 Me apply karo to sahi rehta.
  12. Menu me jo button hote wo sab proper kaam karna jaruri hai (Link kijiye sabko)
  13. Images Non copyrighted hona chahiye (use pixabay)
  14. Website ko esee treat kijiye ki jaise Agge jake wo Apki Brand bane.
  15. Kuch backlink banaiye (Not necessary)

Agge anewala post hai 10 Yese Bloggers ke baare main jinhone Life main Bohat Struggle kar ke Bade huye hain and Abb ache khase Kama rahe hain Per Month.

Post End karte Adsence Approval ka. Kuch v Galat hai mere baat me ya apka kya Thinking hai Adsence Approval ke upar ye Comment karke jarur bataiye. Comment jarur kare kyu ki Me jo bolta sach bolta aur Apke comment Mereko aur v Acha lagta and me Apke naam ke saath uskonext Article me feature karunga pakka. Kijiye jaldi

17 thoughts on “Adsence Approval Nehi Milega Ye 3 Types Ke Websites ko.”

  1. Ekdam sahi bola… Aajkal paid course walo ne to dimag ki maa behan ek kar di hai bc sare newbie unke chakkar me fas ke apna paisa to gawa hi rahe hai saath me becharo ka time bhi waste ho raha.

    Reply
  2. Bhai sach me teri post padhne ke baad corona ke karan man me jo thoda tension sa sab door ho gaya.

    Vaise majak majak me Adsense Approvel milne vali sabhi bataiye hai

    Agar beginner hai to ise majak ke sath thoda seriously bade bhai ne bahut achhi jaankari di hai

    Reply

Leave a Comment

Copy link